Ratiyaan LYRICS – Hansika Pareek

Ratiyaan is a Hindi song. This song is released as a single track and is not part of any movie. Ratiyaan song is sung by Hansika Pareek. The lyrics are written by Soham Majumdar. The music is composed by Sagnik Kolay. This song is released under the music label Hansika Pareek. It was released in 2024.
TitleRatiyaan
Movie Single Track
Singer Hansika Pareek
Lyricist Soham Majumdar
Composer Sagnik Kolay
Language Hindi
Year 2024
Music Label Hansika Pareek

Ratiyaan – Lyrics

Aisa kabhi hua hai kya
Taaron ke bin raat bani
Chanda ke aane se toh
Raat mein woh baat bani

Maana ki ishq mera
Jaise koi hai sitaara
Tere hi aasmaan mein
Dhoonde koi jo basera
Bhaaye na re use nindiya

Jaagi saari saari ratiyaan aa
Taaron bhari kaari akhiyaan
Jaagi saari saari ratiyaan aa
Taaron bhari kaari akhiyaan aa

Mausami yeh preet nahi
Woh jo beet jaaye
Door hi sahi hum dono
Par hai nahi paraye

Aaa aa aa aa

Mausami yeh preet nahi
Woh jo beet jaaye
Door hi sahi hum dono
Par hai nahi paraye

Jaise sadiyon se hi
Milte nahi chaand taare
Fir bhi aasmaan mein
Lagte dono kitne pyare
Yeh toh jaane saari duniya

Jaagi saari saari ratiyaan aa
Taaron bhari kaari akhiyaan
Jaagi saari saari ratiyaan aa
Taaron bhari kaari akhiyaan aa

Tara nana nana nana na
Hmm hmm hmm hmm hmm
Lala lala lala lala la
Tara nana nana nana na

Be the first to rate
5★
0
4★
0
3★
0
2★
0
1★
0
Frequently Asked Questions (FAQ)
Who is the singer of Ratiyaan song?
Hansika Pareek is the singer of Ratiyaan song.
Who is the lyricist of Ratiyaan song?
Soham Majumdar wrote the lyrics of Ratiyaan song.
Who is the music composer of Ratiyaan song?
Sagnik Kolay is the music composer of Ratiyaan song.
What is the language of Ratiyaan song?
Ratiyaan song is in Hindi language.
What is the music label of Ratiyaan song?
Hansika Pareek is the music label of Ratiyaan song.